CHAPTER - 8


Ananya’s car stopped in front of the guest house and she came out of the car.She was given a grand welcome in the guest house and was greeted by everyone.The manager gave her a bouquet of flower and said,”Yuvraani ji aapka apne Vijaygarh mein swaagat hai.”Ananya joined her hands and thanked him.Uday was waiting for Ananya and so when she arrived,he said,”Aaiye beta jabtak mahal ki marammat nehi ho jaati hum sab yahi isi mahal mein rahenge.Humne inse keh diya hai ke hamaari honewaali yuvraani ji ke liye is mahal ka sabse khubsurat karma tayyar karne ke liye.”Ananya said to her father,”Papa hume aapse ek baat kehni thi.”Uday asked,”Kya baat karni thi??Kahiye?”Ananya replied,”Papa hum Vinay uncle ke ghar jaana chahte hai.Unse miley huye to barso ho gaye,vo humse milkar bohot khush honge.”Uday smiled and replied,”Hume pata tha aap yehi kahengi.Thik hai chaliye hum bhi aapke saath chalenge.Sach mein bohot arsa ho gaya hai Vinay se miley huye.”Ananya was very happy hearing that and so all of them prepared to go to Vinay’s house.After the death of Rani Niharika when Uday moved to Allahabad with his family,Vinay too moved alongwith them,since he was bachelor and also because no one was there in his family.The only family or ties he had in this world was with Uday and his family.Uday always used to be very busy to set up his business and so he could not give that much of time to his daughter and also one of the reason for that was Ananya closely resembled her mother and Uday loved Niharika very much and whenever he used to see Ananya’s face,he was reminded of her mother and so he always used to run away from her memories and that was shy he spend more time in business.Due to that,till 10 years,all the fatherly love was given to Ananya by Vinay as he loved her like his own child since he had no kids of his own and because of that Ananya grew very fond of Vinay and she didn’t want to leave India for him and even after so many years,the attraction for Vinay remained the same for Ananya.Ananya and all other were driven to Vinay’s home.On reaching Vinay’s home,Ananya was too excited to stop herself from meeting Vinay.She almost ran towards the gate and banged on the door just like a little girl.After banging for sometime,the servant opened the door and asked,”Kaun chahiye aapko?”Like an adamant little girl,Ananya put her hands on her waist and then said,”Hum Vinaygarh ki hone waali yuvraani hai,hato hamaare saamne se hume Vinay uncle se milna hai.”Saying she pushed the servant away and then came inside and called for Vinay.She shouted,”Vinay uncle!!Vinay uncle!!Bahaar niklo aur dekho main aayi hu.”Vinay came out on hearing his name into the hall and was surprised on seeing Ananya.He was taken aback and he stared at Ananya since she was looking so much like her mother as if her mother herself was standing in front of him.He slowly walked towards Ananya and on seeing him,she asked,”Hume pehchaana?”Vinay looked mesmerizingly at her and in a trembling tone,he said,”Meri...nanhi pari...”Ananya hugged him and Vinay was very emotional seeing her and even had tears in his eyes and then he broke the hug and cupped her face and said,”Tujhe pata hai pari,tu bilkul Rani bhabhisa ke tarah dikhti hai.Aisa lagta hai vohi hai jab vo shaadi karke mahal aayi thi.Kitne saalo baad tujhe dekh raha hu pari aur kitni bari ho gayi hai tu.”Ananya replied,”To hamesha thore hi hum chote rahenge?Aapko pata hai hum yuvraani banne waale hai.”She then pulled Natasha and then asked Vinay,”Vinay uncle pehchaaniye ye kaun hai?”Vinay looked closely at her and said,”Rajkunwari Natasha!!Aapki to bas humne photos hi dekhi hai aur bhi bachpan ki.”Natasha took his blessings and then Ananya said,”Pata hai uncle iski shaadi hone waali hai aur hum yaha isi vajah se aaye hai.”She then made a serious face and said,”Aapko to sab pata hai na uncle.Hum to yaha aana hi nehi chahte the,par ye...isne hamaari ek bhi baat nehi suni aur hume mahal mein shaadi karne ki ijaazat deni hi pari.Hum sabke rehne ka intezaam chote mahal mein hua hai,vohi jo guest house hai jabtak ke hamaare mahal ki achchi tarah se marammat nehi ho jaati hai.”Vinay patted Natasha’s cheeks and said,”Aap bhi itni bari ho gayi hai ke ab aapki bhi shaadi hone ja rahi hai.By the way congratulations!!”Natasha nodded her head.Uday came forward and asked Vinay,”Kahi apni nanhi pari ko dekh kar hume to nehi bhul gaye Vinay?”Vinay looked at Uday and then they came towards each other and they hugged.Vinay asked,”Kaise ho Uday?”Uday nodded his head.Vinay and Uday were childhood friends and they were very close to each other and so both took their names while calling each other.Ananya then said,”Pehle humne to soch liya tha ke hum chote mahal mein rahenge.Par na...”She looked everywhere in the house and said,”Humne abhi abhi ye tey kiya hai ke...”She dashed on the sofa in the veranda and said,”Hum yehi rahenge,hum chote mahal mein nehi jaayenge.”Uday was surprised and asked,”Ye kya baat hui beta,humne aapke liye sabse best waala room tayyar karne ko bol diya hai.Abhi aap aise karengi to kaise chalega?”Ananya pouted and said,”Please papa hume yaha rehne dijiye na.”Vinay agreed to Ananya and said,”Pari bilkul thik keh rahi hai,meri itni bari haveli hote huye aap sab waha rahenge?Ye bhala kya baat hui?Achcha thik hai Uday tumhe shaayad bohot kaam honge par aurto ka to koi kaam nehi hai na waha?Saari aurte mere ghar mein hi rahengi aur phir mera ghar to Ananya ka hi ghar hai.Tum to kaam mein busy rehte the,Ananya ko to maine aur Parvati ne hi goadi mein khilaya hai.”Uday nodded his head disappointedly as he had never disagreed to any of Ananya’s wish till them and so he again asked,”Kya aapka ye aakhri faisla hai?”Ananya nodded her head and so Uday said,”Ab jab yuvraani ji ne hi apna faisla le liya hai to ab hum kya kar sakte hai?Thik hai jabtak mahal ki marammat puri tarah se nehi ho jaati hai tabtak saari aurte yehi rahengi aur main aur Vijay us mahal mein.”Ananya was damn excited on hearing this and before leaving,Uday said to Natasha and Ananya,”Aap dono ko jaha jaha ghumna hai ghum lena lekin mahal ke taraf aur jungle ke taraf koi nehi jaayega.”Ananya and Natasha nodded her head obediently.
                                                                                             While Uday was leaving with Vijay,Akash bumped in and was surprised seeing so many unknown people in the house.While he was looking at everyone,his eyes fall on Ananya and he looked at her with shock and even open eyes just like the way Ananya was looking at him.Both of them together uttered,”Tum???Yahapar bhi???”The other looked confused and so Uday asked Vinay,”Vinay ye kaun hai?”Vinay stepped in and remembered that Akash asked him to hide his real identity and so he said,”Ye Akash hai,Akash Saluja,vo main jab retirement se pehle Delhi University mein tha na to iske papa mere saath hi professor the aur mere bohot achche dost bhi to ye yaha aaya hai Vijaygarh ghumne.Ye ek journalist hai aur Vijaygarh ke upar article likhna chahta hai.Vaise mahal ke baare mein bhi usko bohot interest hai.”He then introduced the whole family to Akash,”Akash beta ye mere dost aur mahal ke raja Rana Uday Pratap Singh Rathore hai aur ye hai unki beti Ananya aur unki bhatiji Natasha jiski abhi shaadi hai aur shaadi mahal mein hi hogi.”Akash was shocked on knowing that they are the members of that royal family about whom he had been hearing for so long and was more shocked to know that the girl with whom he fought a little while ago was a princess and Vinay putting her hand around Ananya’s shoulder said,”Aur ye sirf rajkunwari hi nehi hai,Vijaygarh ki hone waali nayi yuvraani bhi hai.”Ananya in order to show off her status,just like a kid said,actually to Akash indirectly,”Bohot jald hamaara abhishek bhi hone waala hai.”Akash smiled in a boggled way and then said,”Ha...maine aajtak raja aur raniyo ki bas kahaaniya hi suni hai,kabhi sapne mein bhi nehi socha tha ke aaj vo sach mein mere saamne khare honge.”Uday shook hands with Akash and was surprised the grip with which Akash held Uday’s hand was not that of a simple man.Uday smirked and asked,”Aap journalist hai??”Akash was a bit conscious and said,”Ji!!”Uday smiled and said,”Nehi actually hum business shuru karne se pehle army mein the aur aapke saath haath milaaya to aisa laga jaise ke ye haath kisi maamuli journalist ka nehi balki ek trained army officer ya kisi trained cop ka hai.”Akash’s heart skipped a bit but he didn’t let it spoil the expression on his face and said,”No your highness!!Actually mere bare bhai army mein doctor hai and uske saath saath mere part time trainer bhi so...”Uday patted on Akash’s arm and said,”Iam impressed young man!!Hume khushi hai ke aajkal ke naujawaan apni sehat ka dhyaan rakhte hai.Keep it up!!And...jaisa ke Vinay ne bataya that you are interested in our palace to hum aapko permission dete hai ke aap jab chahe mahal ke darwaaze aapke liye khule rahenge and even...if you can make it,you’re welcome in the wedding!!”Akash was planning to enter into the palace for a long time but he didn’t want to trespass onto someones property and so he was hoping for taking permission which he had got luckily otherwise he would have done what he does everytime to grab on terrorists from their secret hideout.So Akash gave a broad smile and then said,”Thank you your highness!!Aapke is ehsaan ke liye aapka bohot bohot shukriya.”Uday smiled and then left from there alongwith Vijay.As soon as Uday left from there,Ananya walked to him and then said,”Humne kabhi ye soch bhi nehi tha ke hume yaha aakar har roz tumhaari shakal dekhni paregi.”Since now,Akash came to know that she was the princess so he decided not to fight with her and Vinay,on seeing their attitude asked,”Tum dono ek dusre ko jaante ho kya?”Ananya was about to reply but Natasha said,”Vo kya hai uncle ke aaj aatewaqt na hamaari inse mulaakat hui,vo bina jaane hamaare gaari ke neeche aa rahe the so in dono mein thori si jharap ho gayi.”Vinay said to Akash,”Akash ab hamaari pari se bilkul bhi jhagra mat karna.”Akash held his ears and said to Vinay,”Meri aisi majaal jo main yuvraani ji se jhagra karu?Kabhi bhi nehi!!”Ananya smiled proudly and then Vinay asked them to get freshen up and ordered his servants to arrange for the lunch.After Vinay and Parvati left,Akash shook hands with Natasha and congratulated her for her marriage and then said,”Vaise rajkunwari ji,aap kitni samajhdaar hai,kitni sweet hai aur kitni polite bhi hai.Mujhe to lagta hai yuvraani aaphiko banna chahiye tha aur jiski shaadi aapse ho rahi hai na,he must be the luckiest guy of this world.”Ananya heard that and asked,”Kya matlab hai tumhaara??Hum yuvraani banne ke laayak nehi hai?”Akash bit his tongue and said,”Nehi nehi meri aisi majaal jo main aapse aisi baat karunga?Kabhi nehi!!Main to bas isliye keh raha tha kyuki...rajkunwari ji ko bhagwaan ne sab diya hai par aapko diya to in all sab hai par...”She put her hands on her waist and asked,”Par kya?”Ananya replied,”Par...hamaare sabse upar waale floor mein na ek aisi cheez hoti hai jiske bina hume adhure hai aur uske kaam karne ke liye jo cheez sabse zaruri hoti hai,bhagwaan ne aapko vo nehi diya.”Ananya was confused at his words and asked,”Kya matlab?”Akash replied,”Aap achchi tarah se sochiye mujhe bilkul bhi jaldi nehi hai.”Akash gave a smile and then walked past her and Ananya turned to Natasha and asked her,”Isne kya kaha hume?Hamaare paas kya nehi hai?”Natasha understood at the very beginning what Akash was saying and so she was just controlling her laugh and when she asked her,Natasha laughed and said,”Hamaara upar waala floor matlab dimaag jiske bina hamaari body dead body hai aur uske liye sabse zaruri hota hai grey matter batlab bheja jo tumhaare paas nehi hai.”Ananya remained open mouth at this royal insult of her and she turned towards Akash and found him at the first floor balcony standing and looking at her and from there,he said,”Isiliye kaha tha rajkunwari ji ko bhagwaan ne sab diya hai by the way...”He pointed at Ananya and then put his finger on his head and showed a thumbs down by folding his lips and nodding his head and then again pointed at her and moved his finger around his face and raised three fingers of appreciation and then left from there with a smile.Ananya just looked at Natasha and Natasha by her looks understood that she needed an interpretation and Natasha said,”Usne kaha ke tumhaare paas dimaag nehi hai lekin tum ho bohot khubsurat.”Like every other girl,Ananya’s anger decreased a little bit after Akash praised her.Natasha then put her arms around in her sister’s shoulder and said,”Vaise ek baat kahe??Ye banda hai bara handsome!”Ananya made a face and then asked her to leave for their room.
                                                                                            After getting freshen up,all gathered into the dining hall and while serving food to them,the servant said to Ananya and Natasha,”Yuvraani ji rajkunwariji aap dono to yaha rehte na ho isiliye main bata raha hu,aap log na jungle ke taraf bilkul mat jaana,waha churail rehti hai.Aap ko pata hai kuch dino pehle kuch chorey gaay charaane gaye the aur unme se ek gaay jungle ke andar chali gayi aur phir na lauti phir agle din na gaay mari pari mili aur na churail ne usey khaaya bhi tha.”Ananya was tensed since she knew about the story of that ghost and Natasha was horrified and asked,”Kya sach mein aisa hua?”The servant seriously nodded his head and Akash,who was listening to their story was surprised at this story and asked,”Gaay kha li??Churail ne gaay kha li??What rubbish!!”The servant replied,”Ha bhaiyaji sahi keh raha hu main,mane aapne kaano se suno hai aisi baat.”Akash put a spoonful of food in his mouth and after swallowing it,he said,”Kya tumne us churail ko gaay ko khaate huye dekha hai?Kisine usko aisa karte huye dekha hai?”The servant itched his forehead in a confused manner and said,”Na bhaiyaji aiso to kisine na dekha.Par aisa uske alava kar bhi kaun sakey hai?”Akash put the spoon on the dish and said,”Achcha ek baat batao,us jungle mein kya sirf churail hi rehti hai??Junglee jaanwar nehi rehte?Kisi sher ya bheriye ne kha liya hoga,bheriye ki awaaz to aksar aati hai waha se aur phir hum khaana khaate hai kyuki hume zinda rehne ke liye khaana parta hai,churail to already mari hui hai usko khaana kha kar zinda rehne ki kya zarurat hai?Chahe churail ho ya koi bina aise dekhe kisipar galat ilzaam nehi laga sakte hai aur vaise bhi kya pata shaayad vo churail vegetarian ho,ho bhi to sakta hai na.”The servant was confused and Vinay and Natasha were giggling seeing the face of the servants and Natasha said,”Mr Saluja ke baato mein dam hai,jab kisine dekha hi na ho to phir kisipar aise ilzaam to nehi lagaana chahiye hai na.”Ananya pinched on Natasha’s hand angrily and then said,”Natasha aise kisika mazaak nehi uraate aur tum jaanti bhi kya ho mahal ke itihaas ke baare mein?Isiliye inki baato ko nazarandaaz mat karo.”Akash said,”Vaise janna to mujhe bhi hai mahal ka itihaas bohot suna hai iske baare mein aur sahi hai ye bhut,prêt aur churail ye sab aaj ke zamaane mein nehi hote hai aur bina dekhe main to bhagwaan par bhi vishwas nehi karunga.”Ananya replied,”Aap nehi maante ye aapki baat hai lekin hum jaante hai ke hamaare khaandaan ke saath kya hua hai.”Vinay,in order to stop the argument,said,”Bas ab is baare mein koi baat nehi hogi.Shaadi ka mahaul hai,achchi achchi baate kijiye ye sab kya baate lekar beth gaye hai aap log?”He then said to Ananya,”Pari beta tu ek kaam kar,abhi to dhup hai na,shaam ko na yaha ek dargaah hai,waha chali jaana Natasha ke saath aur waha ke peer baba se aashirwaad bhi le lena.Par tum log akele kaise jaaoge?”Akash said,”Koi baat nehi uncle,main lekar jaaunga inko vaise bhi main to har roz shaam ko bahaar walk par nikalta hi hu.”Ananya made a face and then everyone finished their lunch.After finishing their lunch,when Ananya and Natasha were returning in her room,Ananya found Akash on the way and straight away came to him and said,”Hume aapke saath kahi nehi jaana hai.Hum akele hi khud dhundhte huye chale jaayenge.”Akash smiled and asked,”Aur aapko ye kisne kaha hai ke hum aapke saath jaana ke liye mare ja rahe hai?Hum to...”He looked at Natasha and said,”Hum to rajkunwariji ko escort kar ke le jaana chahte hai.After all hone waali dulhan hai,agar inke per mein ek kaanta bhi chubh gaya to ye to hamaari beizzati hai.”He held Natasha’s hand and kissed on it,like the british way of greeting a lady.Natasha was very impressed with Akash and said,”How sweet Mr Saluja!!Aap kitna sochte hai hamaare baare mein.Aap hume bohot achche lagey hai.”Akash made a face and said,”Ye kya mera naam Akash hai,call me Akash vo zyaada achcha lagta hai sunne mein.”Natasha smiled and replied,”Achcha thik hai.To phir aaj se aap bhi hume Natasha hi bulaaiyega hume vohi achcha lagta hai,bas sirf bahaarwaalo ke saamne rajkunwariji.”Ananya was extremely annoyed at their talkings since according to her,Akash was trying to go off limits.She pushed Akash away from Natasha and said,”Ye kaisi behuda harkate hai?Ye rajkunwari hai,inse tameez se baat karo,bhulo mat inki shaadi hone waali hai.”Akash said,”To main kaunsa inki shaadi tod raha hu?Main to bas inse baat kar raha tha aur ha yuvraani hongi aap apne mahal mein.Main koi Vijaygarh ka rehne waala nehi hu jo aap mujhpar hamesha aise hukum jhaarengi.Main aapse jhagra karna nehi chahta hu par aap mujhe uksa rahi hai madam.”Ananya found that useless to talk with him and asked Natasha to leave with her for her room.Natasha said to Ananya,”Uff Ananya!!Hamesha itna gussa sehat ke liye achcha nehi hota hai.Ye bichaare to tumhe kuch keh bhi nehi rahe hai.”Akash replied,”Mujhe lagta hai ke ye hamesha karele ka juice hi peeti hai isliye ye haal hai.”Ananya was so angry at him that she raised her finger on his face and said,”Agar pehle waale din hote na to tumhaara sar kalam karwa dete hum aur tumhaare sar ko na apne kamre mein taang kar rakhwaate.”Akash smiled and brought his face near her and with a naughty smile said,”Aye haaye main mar jaawa,meri shakal itni pasand aa gayi hai kya yuvrani ji ko,ke hamesha ke liye ab hum apne paas hi rakhna chahti hai?Vaise na main to zinda bhi aapke saath reh sakta hu mujhe koi aitraaz nehi hai.”Natasha was smiling pressing her lips and Ananya made a fist closing her eyes to cool down her anger and then grabbed Natasha’s hand and turned to leave,whereas Akash sat on the balcony relling and sang –
Apne deewane ka karde bura haal re ke...
Akhiyo se goli mare...
Ladki kamaal re ke akhiyo se goli mare...
Ananya turned to look at Akash angrily and Akash made a fake gun with his finger and pointed at her eyes.Ananya finally left leaving a laughing Akash behind her.
                                                                                            In the evening,Akash accompanied Ananya and Natasha to the mosque and on the way,Akash all the time talked with Natasha which annoyed Ananya a lot.When they reached the mosque,Ananya and Natasha covered their heads with a dupatta and entered inside.As soon as they stepped inside,the peer baba turned his head and looked at the door and then he said to one of his desciples,”Jaao abhi abhi jo aaye hai,unki achchi tarah se khatirdaari karo aur phir unhe yaha purey izzat ke saath lekar aana.Hamaare dargaah mein rajgharaane ke baashindo ke kadam pare hai,khud hone waali malika aur shehzaadi aayi hai aur saath mein unka maseeha bhi.”The disciple went to attend them and after the prayer Ananya and Natasha tied threads in the mosque.Seeing them,even Akash tied a thread and in their minds,everyone prayed to the Lord.Ananya closed her eyes and in her mind,prayed,”Ya mere maula,ye aapko achche se pata hai ke hum yaha sirf Natasha ki shaadi ke liye aaye hai aur aapko ye bhi pata hai ke hum khud bohot jald maut ke muh mein jaane waale hai.Hamaari ye bimaari ek din dheere dheere hum apne ahosh mein le legi.Hamaara dil bohot bechain rehta hai,hamaare dil ko sukoon baksh do aur hamaari behen ki shaadi mein koi rukaawat mat laana.”She completed her prayer and Natasha prayed,”Meri shaadi hone waali hai aur aap to jaante hai hamaare mahal ka itihaas bas kisi tarah se ye shaadi achche se ho jaaye.Hum apni behen Ananya se bohot pyar karte hai par usko na hamesha ye dar laga rehta hai ke vo marne waali hai.Hamaare rajgharaane mein bari beti ki shaadi pehle hoti hai,par vo shaadi hi nehi karna chahti hai.Aap koi aisa chamatkaar kijiye ke Ananya hamesha khush rahe aur uske zindagi mein koi aisa aaye jiske aane ke baad,Ananya ki dil mein jeene ki khwahish bar jaaye.”After their prayers completed,Akash tied a thread and prayed to Lord,”Main to yaha ek murder mystery solve karne aaya tha aur yaha to main khud phas gaya hu.Kuch bhi karke mujhe is fiasco se nikaalo aur ha ek baat,ye jo nayi yuvrani hai,ye mujhe bari pasand aayi hai.Ha manta hu thori teekhi mirchi hai,gussa hamesha naak par chara rehta hai,par sahi mein hai bari khubsurat aur phir asaan kaam karne mein maza kaha aata hai.Meri zara issi setting kara do na,ha jaanta hu princess hai,to main bhi to Delh ki larkiyo ka prince charming hu.Samajh gaye na?”Saying he was roaming around the mosque with the ladies when one man came and asked them to meet peer baba as he was waiting to meet them.Ananya and Natasha were surprised and Natasha asked,”Unhe kaise pata ke hum aaye hai?”The man replied,”Unhe sab pata hai.Aap aaiye mere saath.”Akash,while walking with them,whispered to both,”Ye jo peer baba hai na thore ajeeb type ke hai,hamesha riddles mein baat karte hai,aadhi mujhe samajhme nehi aati aur baaki aadhi main samajhne ki koshish nehi karta.Iam just warning you,just don’t freak out after meeting him.”They went to the peer baba,who was sitting on the stairs of the pond on the backside of the mosque.The man informed him of their arrival and peer baba looked at them with a smile and then asked both the ladies to come forward.At first,Natasha went to him and sat in front of him and he put his hand on her head and said,”Shehzaadi teri shaadi hogi aur zarur hogi lekin ha us shaadi ke dauraan bohot kuch aisa bhi hoga jo shaayad tune kabhi socha bhi na.Main usko taal to nehi sakta hu kyuki main itna taaqatwar nehi hu bas itni dua kar sakta hu ke tujhe allah ye sab sehne ki taaqat bakshe.”Natasha was scared and asked,”Aap kya kehna chahte hai peer baba?Koi khatre waali baat to nehi hai na?”The peer baba smiled at her and then said,”Nehi hai aisa main nehi keh sakta hu beti par kya hai vo bataane ki ijaazat mujhe allah ne nehi di hai.Par tu fikar mat kar,jab allah musibat mein daalta hai to usse nikalne ki raah bhi sujhaata hai aur teri musibat ka hal to allah ne musibat se pehle hi dhundh liya tha.”He smiled looking at Akash and Akash looked everywhere except at him and Natasha was confused and understood that Akash was right.The peer baba then continued,”Tune jo apni behen ke liye maanga hai na vo pura hoga,kyuki uski zindagi mein khushiyo ne to dastak de hi di hai.”Natasha was boggled and asked,”Aapko kaise pata maine kya maanga hai abhi?”The peer baba just laughed out loud and then called Ananya in front of him.Natasha looked scared and shocked at Akash and he gave her a ‘I-told-you’ kind of look.The peer baba put his hand on Ananya’s head and said,”Beti tune jo maanga tha vo to maine teri behen ko bata hi diya hai par tujhe main ek baat zarur bataaunga ke tere mahal aur tere khaandaan ke upar ye jo shraap hai vo bohot jald hamesha hamesha ke liye khatam hone waala hai.Tera haath pakar kar,tere khaandaan ko is shraap se hamesha hamesha ke liye nijaad milega par ha ye raah bohot mushkilo waala hai,isme jaan ka khatra hai,jaan ja bhi sakti hai aur agar tu zinda rahi to ye sab kuch jo tere saath yaha Vijaygarh mein hoga,vo hamesha hamesha ke liye teri zibdagi badal kar rakh dega,tere yakeen ko kaanch ke tarah tukre tukre kar dega par iske saath tujhe ek nayi zindagi aur dher saari khushiya bhi naseeb hogi.”Ananya looked at the peer baba squeezing her brows but didn’t ask him anything because to ask something,she needs to understand which she didn’t and then the peer baba looked at Akash and Akash said,”Mujhe kuch nehi janna hai,kuch bhi nehi sunna hai kyuki mujhe in sabme bilkul bhi interest nehi hai.Vaise bhi aap mera bohot dimaag kharaab kar chuke hai,ab mere dimaag mein kuch bacha nehi hai aapke khaane laayak.Sorry!!”The peer baba said,”Mujhe tujhe kuch bhi nehi bolna hai beta,baaki sab to tujhe vaise hi samajhme aa jaayega aur bohot jald tu khud mere paas aayega apne sawaalo ke jawaab maangne.”Akash looked at Ananya and smiled and then said to teh peer baba,”Vaise baba maine suna hai ke aap logo ka ilaaj bhi bohot achcha karte hai.Kya aapke paas aisi koi dawaai hai jisse ke insaano ke simaag mein akal naam ki cheez ki ugaai ho sakey?Kyuki na hamaari yuvraani ji ko uski bohot zarurat hai.”The peer baba laughed and then Ananya glared at Akash and said to the peer baba,”Baba aap na aisi koi dawayi dijiye jisse na hum thori der ke liye is aadmi ka muh bandh kar sakey,jabse yaha aaye hai tabse hamaara dimaag kharaab karke rakkha hua hai.Pata nehi apne aap ko samajhte kya hai?”The peer baba got up and then walked to Akash and stood near him and then said to him,”Beta tune abhi abhi jo maanga hai na vo saari duayein qubool hongi.”He put his hand on Akash’s shoulder,patted him and then left.After he left,Akash gave a smile looking at Ananya and she noticed that.So she came to him and angrily asked,”Hume dekh kar has kyu rahe ho?”Akash replied,”Kyuki meri gaari bohot jald nikalne waali hai.”She happily said,”Tumhaare ghar ke liye??Chalo achcha hai,jaan bachi to laakho paaye.Roz roz tumhaari shakal to nehi dekhni paregi.”He smiled and replied,”Nehi meri pyaari yuvraani ji,gaarni to meri niklegi lekin kisike dil ke taraf.”He winked at her leaving Ananya confused and then he asked the ladies that it was getting dark and they should be returning home as per Vinay’s instructions.

Comments

Popular posts from this blog

CHAPTER - 7

CHAPTER - 2